Saturday, January 19, 2019

यूटयूब चैनल के वीडियो में थंबनैल को कैसे बदले? How to change / upload thumbnail in YouTube videos?

How to change/upload thumbnail in YouTube videos?



Dosto agar aap ek new youtuber hai to yeh post aapko jaroor padhni chahiye. Kyu ki is post ki help se aap sikh sakenge ki kaise hum Apne YouTube channel ke videos ki thumbnail Ko change kar new thumbnail add kare. Agar aap Ko nahi pata YouTube channel ke videos ki thumbnail Ko kaise upload karte hai to me aapko Bata deta hu is post me.

Agar aap Apne YouTube channel Ko success karna chahte hai to aapke videos ki thumbnail bahut hi atractive hona bahut hi jaroori hai. Kyu aaj sabhi log youtube ke thumbnail Ko Sabse pehle dekhta hai uske Baad title padhta hai. Agar aap aysa karenge to aapke YouTube channel ke videos par views increase hone ke chances badh kare hai. Aur aap Apne YouTube channel Ko success kar payenge.

To dosto chaliye hum aapko YouTube channel ke videos par thumbnail upload kar ke thumbnail Ko change karne ke baare me batane jaa rahe hai.

YouTube channel ke videos par thumbnail add kar ne ke liye aapka YouTube channel verify hona bahut hi important hai. Kyu ki without verify aap Apne YouTube channel ke videos par thumbnail change nahi kar sakte hai is liye aap Sabse pehle Apne YouTube channel Ko verify karle.

Agar aapko nahi pata ki youtubY channel Ko verify kaise karte hai. To is post Ko padhe. Aur sikhe .


YouTube channel ke videos me thumbnail change/upload kaise kare?

STEP 1.
sabse pehle aapko www.youtube.com site par Jana hai .Uske Baad aapko Apne  Gmail account se log in karna hai. Aur uske baad apna channel select karna hai.

Channel select karne ke Baad aapko

STEP 2.
Apne channel ke profile par click karna hai uske Baad aapko my channel ke option par click karna hai.

STEP 3.
Ab aapko Apne channel ke videos me Jaana hai. Aur aap jis video me thumbnail change /upload karna chahte hai us video par click kare.

STEP 4.
video par click karne ke Baad next page par aapko Apne video ke niche edit video ke option par click kare.

STEP 5.
JAISE hi aap edit video par click karenge to next page me aap apne video ka title,des description,tag and thumbnail Ko change kar sakte hai. Simple niche custom thumbnail par click kar ke apni thumbnail Ko upload karde. Aur uske Baad upar save button par click karde.

 Bas ab aap Apne youtube channel Ko open kar ke Apne video me dekh sakte hai aapka thumbnail upload ho Gaya hoga.

Dosto agar aapko thumbnail add karne me koi problem Hoti hai to comments kar ke humse puchh sakte hai. Agar aapko yeh post achhi Lage to social sites par apne friends ke saath is post share karna bilkul naa bhule.

Yeh ek hindi news blog hai yaha par main intresting jankari deta hu hindi me agar aap meri blog se connect hona chahte hai to subscribe jaroor kare.


SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me