Friday, August 17, 2018

How to create new Gmail account in android ?New Gmail Id create kaise kare

How to create new gmail account?

Pehle to hum yeh jaan lete hain ki new gmail account ko banaa ne ka benefits kya hain? To dosto agar aapko nahi pata ki google account (Gmail id) ko humare android mobile me open hone ke kya benefits hain . To aap is post Ko pura padh kar aap jaan sakte hain ki google account (Gmail id) ke kya benefits hain.
To aayiye jante hain.

Benefit 1...

Safe and secure your android smartphone

Aapko yeh sun kar ajib Laga hoga but kuchh logo Ko yeh pata hota hain or kuchh logo Ko nahi ki google account (gmail id) se hum Apne android phone Ko safe and secure rakh sakte hain. Agar aap Apne android phone Ko safe rakhna chahte hain to aapko Apne android phone me Sabse pehle google account (gmail I'd) Jaroor Bana le. Ta ki agar aapka phone Kahi kho jaye to ya fir kahi par gir jaye to dhundh me me aasani hogi.

Jab aap Apne phone me google account (Gmail id) open karlo he to fir aap Apne phone Ko aasani se track kar sakte hain.

Some essential fuatures of google account

• google account ki help se aap Apne phone Ko track kar sakte hain.

• Apne khoye huve phone me lock Laga sakte hain kisi bhi phone se saath me aap ek massage bhi likh sakte hain or apna phone number bhi waha par add kar sakte hain.
• Apne android phone me automatic ring play kar sakte hain.
• dusare android phone se aap Apne android mobile ki internal storage ke  saare data  jaise ki audio, videos,images,docu docum, sab kuchh delete kar sakte hain

benefit 2
One account all of google

Matlab ki aap ek google account se google ki sabhi services me use kar sakte hain jaise ki YouTube,blogger,google drive,google Adsense, jaisi sabhi services google ki services bahut hi jyada hai or google account ka yeh bahut hi achha benefit hain ki sirf ek google account google ki sabhi services me open hota hain.

Ab AAP google account ke benefits ke baare me to Jaan chuke hoge ki humare liye or android mobile ke liye google account ( Gmail id ) kitna important hain.
Friends aayiye ab hum google ka new account create karne ke baare me jante hain.

To dosto ab main aapko google account bana ne ki puri process Bata Raha hu.

Google account kaise Banaye
Agar aap new user hai or aapke pass new android mobile hai  to aapko direct play store ,Gmail,youtube, kuchh bhi open kare. Usme aap direct google account bana sakte hai or agar aapke pass old android mobile hai or usme pehle se google account Bana huva hai to aap
Sabse pehle aapko Apne phone ke settings me jana hai. Uske baad aapko syn  par Jana hai. Settings me syn me jana hai ab aapko waha apne mobile ke saare accounts dikh jayenge. Aap new account Bana na Chahate hai isliye add account  par click kare. Uske baad google par click kare. Mere pass xaomi Redmi phone hai isliye usme jo settings aate hai uski ke hisaab se me aapko samja raha sabhi android phone me aysa hi aata hai settings but thoda different hota hai.

Ab AAP jaise hi google par click karoge to direct ek page open hoga usme aapko waha apna email address enter karne ko kaha jayega aapke pass abhi google account nahi hai isliye niche create account par click karna hai .
How to create new Gmail account
Add caption

 Uske baad jo page open hoga usme aapko apna first naame last name enter karna hai
First name :apna name enter kare
Last name. :last name enter kare
Next par click kare
How to create new Gmail account
Add caption

Next page par aapko apni date of birth and gender select karna hai.

Day : apni birth day ki date enter kare
Month: apne birth ka month enter kare.
Years : apne birth ka years enter kare
Gender : aap girl hai to female and aap boy hai to male select kare.
How to create new Gmail account
Add caption

Ab next page par aapko apna email address enter karna hai

Email address enter kare.
Next button par click kare.
How to create new Gmail account
Add caption

Ab next page par aapko strong password set karna hai aapko apna password strong rakhna hai jaise ki alphabet ke saath numbers and aap 8 characters ya fir us se jyada ka password enter kar sakte hai

Create password : apna password enter kare

Confirm password : confirm password dobara Wahi password enter kare

Next button par click kare.

How to create new Gmail account
Add caption

Ab aapka google account complete hogaya hai.
Friends is post me maine aap google account Bana ne ki puri process Bata du hai ab AAP is post ki help se google account Bana sakte. Agar aapke Mann me or koi bhi sawal ho internet se releated koi problem ho to comments Jaroor kare.

Saath saath meri is post ko Apne friends ke saath social sites par share jaroor kare

Agar aap is blog ke saath connect hona chahte hai to subscribe jaroor kare..




0 Comments:

SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me