Monday, March 25, 2019

Pubg mobile game smoothly khele. 2 method use kare. - sureread

Pubg mobile game Ko smoothly kaise khele?

Method 1.


   Aaj har ek smartphone user pubg mobile khelna pasand karte hai. Yeh game muje bhi bahut pasand hai aur yeh game mera bhi fevorite hai . Jab mere phone me maine pubg game download ki to kuchh time bahut achhi chalo but kuchh dino baad  mere phone me bhi pubg game lag karne lag gayi. Fir maine research karna start kardiya kitne dino Baad main pubg game Ko smoothly karne me Safal Raha.

Aaj main aapko usi trick ke baare batane wala hu is post me . Agar aapke phone bhi pubg game lag Karti hai to aap is trick Ko use kar ke aasani se. Smoothly khel sakte hai.

Hum sabhi jaante hai ki pubg mobile game bahut hi high graphic waali game hai. Aur is game ki size bhi bahut zyada hai. Usi ki wajah se pubg mobile game lag Hoti aur kuchh android phone me Ram and processor Kam hone ki wajah se log thik tarha se pubg game Ko khel nahi pate.

Agar aap chahte hai ki pubg game aapke phone me smoothly chale. To is trick Ko jaroor use kare.


Pubg game ka graphic high hone ki wajah se pubg game Lag Hoti. Hai. Agar pubg game ka graphic thoda sa Kam karde to. Pubg mobile game Lag nahi hogi.

Pubg mobile game ka graphic Ko Kam karne ke liye aur pubg game Ko smoothly chalane ke liye main aapko ek android app ke baare Bataunga. Isi android app ki help se aap pubg game Ko aasani se khel sakte hai. Pubg game smoothly chalegi aapke phone main Bina Lag huve .

To chaliye jaante hai.


Sabse pehle aapko Android app download karna hai. Download karne liye niche link par click kare.


Ab aapko us app  Ko open  karna hai. Aur us app ke sabhi settings Ko vaise hi rehne de. Aapko kuchh bhi change karne ke liye niche screenshot me dekh sakte hai. Jaise screenshot me settings hai bilkul aise hi rehne de.




Ab aapko niche apply par click kar ke . Pubg game Ko us app me Run karvan hai.
 Bas ab aapki pubg game open ho jayegi ab aap apni pubg game ko smoothly khel sakte hai. Bina lag huve.

Method 2.

Gfx tool.

Dosto agar aap is method Ko try karna chahte hai to bhi aap kar sakte hai. Gfx tool ek android app hai . Jo humari pubg mobile game Ko smoothly chalane me humari help karta hai. Agar aap is method Ko use karna sikhna chahte hai. To main aapko is post me sikhaunga.

Pubg mobile game Ko smoothly khelne ke liye sabse pehle aapko play store par GFX TOOL Likh kar search kare.. uske Baad gfx tool android app Ko download karle.
 Uske baad aapko gfx tool ko open karna hai.
Ab aapko isme kuchh settings Ko change karna hai. Main jaise jaise aapko Bata ta hu bilkul vaise hi settings Ko change karle.

Main aapko niche screenshot me dikhata hu same vaise hi aap setting ko change karle.
Add caption



Maine aapko upar 2 screenshots dikhaye hai. Same vaise hi aapko apne phone download kiye gaye gfx tool me settings ko change karna hai.
Ab sabhi settings ko complate fill karle uske baad aapko last me niche Accept button par click kare.
Uske baad aapko run waale button par click karna hai. Aur pubg mobile game ko open karna hai.

Abhi bhi 1 setting hume change karna hai. Woh setting hume pubg mobile game ke setting me mil jayega.

Pubg mobile game complate open hone ke baad aapko game ke settings me jana hai.
Uske baad aapko graphics naame ka option hoga. Us par click kare
Ab aapko Frame rate ke niche kuchh settings hoge.
LOW,MEDIUM,HIGH,ULTRA,EXTREME.

IS options me se aapko EXTREME WAale option ko select kare.
Aur uske baad niche OK par click karde.

Abhi aap apne phone pubg mobile game ko smoothly khel sakte hai.
Maine niche screen shot bataya hai aap isme dekh kar extreme option ko easyli enable kar sakte hai.



Bina gfx tool ke yeh option show nahi hoga. Isliye is option ko show karne ke liye gfx tool ka istemal jaroor kare.

Dosto agar is tricks ko use kar ke aap khush hai to please comments kar ke hume jaroor bataye

 Aur koi bhi problem ho to

Comments kar ke puchh sakte hai.

Dosto agar aap yeh article padh kar is trick ko use karte hai aur agar aapke phone me pubg game smoothly chalti hai to comments kar ke Hume jaroor bataye.

Muje khushi hogi yeh jaankar ki aap aap meri trick ki help se khush hai.


Agar aapko ayse hi intresting tricks ki jaankari pana chahte hai. To is blog se jude rehne ke liye subscribe jaroor karle .

Saath saath agar aap humare saath join hona chahte hai. To social sites par hume follow jaroor kare.


Videos me se background sound and music kaise remove kare?

How to remove background sound in any videos?

किसी भी वीडियो में बैकग्राउंड साउंड कैसे निकाले?


Hello dosto aaj main aapko is post me batane waala hu ki baat kisis bhi videos me background sound Ko kaise Remove kar sakte hai . Is ke alava aap koi bhi sound ya music Ko add kar sakte hai. Agar aap kisi bhi video Ko edit karna chahte hai to aaap Ko yeh jaroor SIKHNA chahiye ki kisi bhi video me background sound Ko kaise remove kare?

How to remove music in any videos

Agar aapko nahi pata ki video me background sound Ko kaise remove kare to aap is post ki help se sikh sakte hai. Aur Apne video ke background sound Ko remove kar ke aap koi bhi sound add kar sakte hai. Aur aap video Ko edit kar sakte hai. To chaliye jaante hai ki kaise.


Aap kinemaster app ke baare me to Jaan te hi hoge. Kinemaster ek videos editing android software hai. Aap is Android app ki help se Apne video ki background sound Ko remove kar sakte hai.

Kuchh log ayse hai ki kinemaster me video Ko edit karna to sikh lete hai. But video ke background sound ko remove karna nahi sikh pate. Shayad kuchh logo Ko hi yeh baat pata hogi ki hum kinemaster ki help se kisi bhi video ke background sound ko remove kar sakte hai..


Sabse pehle aapko kinemaster app Ko open karna hai. Agar aapko kinemaster me video Ko select karne problem Hoti hai. To direct Apne hone ke his video ke background sound Ko remove karna chahiye hai. Us video Ko select karle. Uske Baad share par click kare. Ab kinemaster ke app ke icon par click karde. Isme aapko kinemaster me video Ko open karne me aasani rahegi.

Ab Hume us video me se background music Ko remove karna hai. Uske liye aap Sabse pehle video ke niche click kare. Aap screenshot me dekh sakte hai.
Bilkul isi tarha . Ab uske Baad cut par click kare.

How to remove music in any videos

Ab uske baad aapko kuchh options show hoge usme se aapko extract Audio ke option par click kare.

How to remove music in any videos



Ab aapko video ke niche green colour ki line par click karna hai.
Aur uske Baad aapko side delete ke icon par click karna hai. Bas ab aap us video Ko play kar ke dekh sakte hai. Aapke video ke background music remove ho Gaya hoga.

How to remove music in any videos

Agar aapko Abhi bhi koi problem ho to hume comments kar sakte hai. Hume aapki help karne me Khushi hogi.

Saath saath is post Ko Apne friends ke saath social sites par share jaroor kare
Aur subscribe bhi jaroor kare. Agar aap humare saath connect hona chahte hai to hume social sites par follow kar sakte hai.


Thanks for visiting

And


Keep vi

SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me