Monday, March 25, 2019

Videos me se background sound and music kaise remove kare?

How to remove background sound in any videos?

किसी भी वीडियो में बैकग्राउंड साउंड कैसे निकाले?


Hello dosto aaj main aapko is post me batane waala hu ki baat kisis bhi videos me background sound Ko kaise Remove kar sakte hai . Is ke alava aap koi bhi sound ya music Ko add kar sakte hai. Agar aap kisi bhi video Ko edit karna chahte hai to aaap Ko yeh jaroor SIKHNA chahiye ki kisi bhi video me background sound Ko kaise remove kare?

How to remove music in any videos

Agar aapko nahi pata ki video me background sound Ko kaise remove kare to aap is post ki help se sikh sakte hai. Aur Apne video ke background sound Ko remove kar ke aap koi bhi sound add kar sakte hai. Aur aap video Ko edit kar sakte hai. To chaliye jaante hai ki kaise.


Aap kinemaster app ke baare me to Jaan te hi hoge. Kinemaster ek videos editing android software hai. Aap is Android app ki help se Apne video ki background sound Ko remove kar sakte hai.

Kuchh log ayse hai ki kinemaster me video Ko edit karna to sikh lete hai. But video ke background sound ko remove karna nahi sikh pate. Shayad kuchh logo Ko hi yeh baat pata hogi ki hum kinemaster ki help se kisi bhi video ke background sound ko remove kar sakte hai..


Sabse pehle aapko kinemaster app Ko open karna hai. Agar aapko kinemaster me video Ko select karne problem Hoti hai. To direct Apne hone ke his video ke background sound Ko remove karna chahiye hai. Us video Ko select karle. Uske Baad share par click kare. Ab kinemaster ke app ke icon par click karde. Isme aapko kinemaster me video Ko open karne me aasani rahegi.

Ab Hume us video me se background music Ko remove karna hai. Uske liye aap Sabse pehle video ke niche click kare. Aap screenshot me dekh sakte hai.
Bilkul isi tarha . Ab uske Baad cut par click kare.

How to remove music in any videos

Ab uske baad aapko kuchh options show hoge usme se aapko extract Audio ke option par click kare.

How to remove music in any videos



Ab aapko video ke niche green colour ki line par click karna hai.
Aur uske Baad aapko side delete ke icon par click karna hai. Bas ab aap us video Ko play kar ke dekh sakte hai. Aapke video ke background music remove ho Gaya hoga.

How to remove music in any videos

Agar aapko Abhi bhi koi problem ho to hume comments kar sakte hai. Hume aapki help karne me Khushi hogi.

Saath saath is post Ko Apne friends ke saath social sites par share jaroor kare
Aur subscribe bhi jaroor kare. Agar aap humare saath connect hona chahte hai to hume social sites par follow kar sakte hai.


Thanks for visiting

And


Keep vi

0 Comments:

SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me