Saturday, August 25, 2018

Sirf 1 google account (Gmail id) se hum kya kya kare sakte hai?


1 google account se hum kya kya kar sakte hain?


Hello dosto aaj ki Post google account ke sabhi fayde benefits Jaan ne ke liye Hain kuchh logo ke pass google account to hain but use Google account ke benefits ki koi jaankari nahi Hoti hain isliye maine sicha ki kyu naa aaj google account ke benefits ki hi post share karu.
Gmail id
Add caption


Dosto Abhi zamaana hain Android mobile ka agar aapko Android mobile me google account ki jaankari nahi hain to Sam jo apko kuchh bhi nahi pata kyu ki jyada se jyada google account de hi hum Apne and Android Mobile Ko safe rakh sakte aap soch rahe hoge ki Google account se andrAnd mobile Ko safe kaise rakhe yeah baat bilkul sach hain aaj ki post me main yahi batane jaa Raha hu or saath saath google account ke sabhi benefits ke baare me bhi bataunga


Aap sabhi jaante Hain ki google kitna popular Hain usi tarha uska Google account bhi itna hi popular hain google account popular isliye Hain kyu ki google account ke sabhi benefits better Hain
Main apko iski sabhi jankari niche de Raha hu.

Maine is post se pehle ek post likh diya hain ki google account kaise create kare?

Agar aap padhni chahe to yaha par click kar ke padh sakte hain.

Google account se hum kya kya kar sakte hain........

.1) .  Google account se hum android phone Ko safe kaise rakhe.

DOSTO.sabse pehle me aapko google account ka pehla benefit Bata Raha hu yeah ek Android mobile user ke liye bahut important Hain kyu ki yeah
Agar aapne koi bhi Naya Android mobile buy Kiya hain to sabse pehle me apko suggest karunga ki apne android phone me google account jaroor open karle.
Or saath saath gps ya fir internet data on rakhe


Google account Ko andAndr mobile me open kyu kare.

Google account Apne new android phone me open karne se apka Android phone safe hojayega agar raste me apka mobile Kahi par gir gaya to aap google account ki help se aap Apne android phone Ko track kar sakte location ka pata Laga sakte hain.

2)...Enable screen lock

Dusari Baar agar apka phone Kahi par gir gaya ho to agar aap chahe to kosikbhi android phone se Apne khoye hua phone me  google account ki help se lock laga sakte yeah sirf Google account se hi hota hain.

Agar aapko google account se android phone me lock laga na sikhna chahte hain to aap yeah post padhe

3). Delete all data

Google account ki help se hum apne phone ke device storage Ko delet kar sakte hain I mean apne phone ke saare data video, audio,image i,sab kuchh delet kar sakte hain iske liye apke phone me google account open hona chahiye.

4) ringing

Yeah fuature aap Apne Mobile Ko find karne me use hota hain Maan lijiye agar aapko phone kahi par gir gaya ho or agar aapne Google account ki help se use find bhi kar liye I mean android phone Ko track bhi karliya to aapko pata kaise chakega ki woh phone kis ke paas hain
Jaise hi aap google account me ring wale option par click karoge to automatically apke android phone me ring bajna start ho jayega is liye google account me yeah fuature bhi bahut Kamal ka hain.

Note.....
Yeah saare google account ke benefits jo mene bataye hain woh 100% real hain yeah benefits aap tabhi use kar sakte ho jab apke khoye huve Android mobile me 1 google account open ho.
2 internet data in ho
3 gps on ho.

Bina google account,internet data,gps on ke yeah saare fuatures aap nahi use kar sakte ........


5) Make free wapsite

Dosto ap sabhi ka sawal hoga ki wapsite kaha se banti hain agar aap chahe to online paise Kama ne ke liye wapsite bahut hi popular hain agar aap bhi online business karna chahte hain to google account ki help se blogger.com par free blog bana sakte hain or internet se high income kar skate Hain aap wapsite bana kar per month 50,000-100,000 rupees kama sakte hain  ya fir us se bhi jyada money earn kar sakte hain
Blogging ek popular way hain Jo google ki free service Hain isme aap free wapsite/ blog Bana sakte hai
Agar aapko nahi pata ki Blog/ wapsite kaise banaye to aap yeah Post padhe.

6) . Open YouTube account and create new chenel

Hum sabhi jaante hain ki youtube ek bahut hi popular videos ki wapawap Hain jaha hum new informations  or apni problems solve karne ke liye YouTube bahut hi popular hain agar aap chahe to google account se YouTube ko open kar ke or YouTube par chenel create kar ke apne videos ko upload kar ke online income kar sakte hain internet se online oncinc karne ke liye blog/wapsite ke baad dusra no youtube ka hain yeah bhi ek google ki free service hain isliye Google account YouTube
 par bhi work kar karta hain

7).  Open adsense account

Adsense ek bahut hi popular advertising company hain yeah bhi google ki hi free service hain isliye Google account adsense me work karta Hain adsense ek advertising company hain Jo hum apni wapsite/blog or YouTube ke saath connect kar ke or adsense ke ads blog/wapsite or YouTube par laga kar paise kama sakte hai sabhi youtubers or bloggers jyada tar adsense Ko hi choose karte hain



8). Open google drive

Google drive bhi ek google ki hi service hain Google drive ko hum apne sabhi data Ko jaise ki kam ke videos,audios,recoring,images sabhi data ko safe rakhne ke liye use karte hain ek baar aap apne videos,images Ko google drive me upload karte hain to bhale hi aapka Mobile gir jaye ya fir sd card crack ho jaye to bhi hum apne videos images Ko wapas nikal sakte hain recover kar sakte hain

Agar aapko nahi pata ki google drive kua Hain or use kaise use kare to aap yeah post padhe.



Dosto maine google account ke saare benefits aapko is post me bata diye hain Google account kyu jaroori hain? Google account kaha kaha work karta hai ? google account se hum kya kya kar sakte hain .

Agar aapko meri yeah post achhi lage to sabse pehle subscribe kare uske Baad social sites par share jaroor kare isse humari bhi help hojaye or apki bhi help hojaye.

Aisi new jaankari ke liye subscribe kare or visit karte rahe

Agar apko koi sawal puchhna ho to comments kare.



0 Comments:

SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me