Friday, August 24, 2018

How to protect your Samsung galaxy j series mobiles? Samsung galaxy j series ke mobile Ko secure kaise rakhe?

How to protect your Samsung galaxy j series mobiles?
Samsung galaxy j series के mobile safe  कैसे रखे?

How to protect your Samsung galaxy j series mobiles
Add caption

Hello friends aaj ki Post main Samsung galaxy j2 or is type ke sare mobile Main aap security rakh sakte hain Maan lijiye aap kahi par apna phone bhool aaye ho ya fir aapka mobile Kahi par gir jaye to aap use kaise dhoondho ge agar aapne us Mobile main apna Gmail account se log in hain or gps apke mobile main on hain shayad tab hi hum us phone ko dhoondh sakte hain Jo main aapko is post Main trick bata raha hu usme aap apne Mobile Ko aasani se dhoondh payenge Lekin yeh saari system sirf Android mobile Samsung galaxy J1 se lekar Samsung galaxy J7 J ki series ke saare mobile ne  yeah system provide ki Hain or baaki Android mobile se kai jyada secure rakhane ka fuatures bohut jyada Hain

Samsung galaxy J ke series ke Mobile Main

1. Location
Location ke ki help se aap apne mobile ko dhundh sakte hain/location ka pata Laga sakte hain
2.lock
Lock ki help se aap ka mobile kahi par gir gaya ho to aap usme koi bhi Android mobile se aap usme lock laga sakte hain
3.unlock
Unlock agar aapka mobile phone Kahi par bhi gir gaya ho to aap usme jo lock lagaya hain pin, pattern, koi bhi lock lagaya ho to aap uska lock ko crack kar sakte hain
4.erase data
Agar aapko Apne khoye hua mobile Main apni phone devise storage ko erase kar sakte hain ya ni ki Apni phone memory ke saare data ko formats kar sakte hain
5.ringing
Ringing Maan lijiye aapka Mobile kahi par gir gaya ho or aapne location ke ki help se aapne woh mobile dhoondh liya ho lekin aapko pata nahi hain kis ke paas Hain tab aap ringing ke option par click kar ke apne khoye huve Mobil Main ring play kar sakte hain jab aap ringing wale option par click kareng to automatically aapke khoye huve mobile ring play hojaye gi



Samsung galaxy J ke series wale Mobile ko secure kaise rakhe 


Sabse pehle to Main aapko suggest karunga ki Jo aap screen lock apne Mobile rakh rahe Hain to use remove karde agar aapko apne Mobile lock rakha Hain to  Maan lijiye agar aapka mobile Kahi par gir gaya jab aapka mobile kisi ko bhi milega woh lock ko crack karne ke liye apke Mobile Ko reset / factory reset karega lock crack karne ke liye ek baar apka mobile reset hogaya to samjo ab to aap kabhi bhi aapke mobile ka pata Nahi laga payenge agar aapka mobile reset kar diya to usme jo aapne apne Mobile Ko jitna bhi secure rakha Hain woh pura clear hojayega agar aapne usme Gmail account Google account jo bhi set Kiya hain woh sab remove hojayega Google account ke zariye hi aap apne mobile Ko track kar sakte hain lock Laga sakte hain device storage ko erase kar sakte hain

2. Apne Mobile ka GPS on rakhe agar aapne apne Mobile ka GPS on karenge tabhi aap apne mobile ko track kar paoge

Agar aap GPS on nahi rakhna chahte hai to internet data on karde

Gps or internet data Ko on hi hona chahiye agar GPS ya fir internet data off hoga to aap Apne Mobile Ko track nahi kar payenge

3 .play store ka account open kare iske zariye bhi hum apne Mobile Ko track kar sakte hain. Aap jab apne Mobile ka play store ka account Ko create karle ab uske e-mail or password yaad rakh le yaa fir Kahi note kar le


Agar aapko Jan na Hain Samsung galaxy J ki series ke Mobile Main findmymobile ka account kaise banaye or kaha par banaye

To aap niche link par click karke padh sakte hain


To friends ab to aapko pata chal Gaya hoga ki kaise hum Android mobile Ko secure rakh sakte hain or agar aapko fir bhi nahi samaj main aaya hain to aap comments kar sakte hain


Agar aapko yeh post achhi lagi hain to is post Ko social sites par share kare or subscribe box main apna email address dal kar subscribe jaroor kare

0 Comments:

SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me