Friday, July 27, 2018

Kisi bhi images ka background kaise hataye? [ Images ko transparent banaye]

 Kisi bhi images ka background kaise hataye?
[ Image ko transparent banaye]

Hello dosto daily new jaankari dena is blog ka rule hain. Isliye humesha ki tarha aaj bhi main is  post me aapko new jaankari dene waala hu yeh jankari aapke liye bahut hi best hai. Agar aapko kisi bhi images ko transparent bana na chahte hai to yeh post aapke liye helpful rahegi is Post me hum aapko isi topic par baat karenge . Agar aapko  apni blog ya fir youtube channel ke liye logo creat karna chahte hai  ya fir apni blog or youtube ke liye thumbnail ,images Bana na Chahate hain to aapko kisi bhi images Ko transparent bana na sikhna bahut jaroori hain jab aap kisi bhi image ko transparent bana na sikh jaoge to aapko Apne youtube channel or apni blog ke liye logo , ya fir thumbnail , images Bana na bahut hi aasan ho jayega.  To ab hum topic par aate hain .
Kisi bhi image ko transparent banaye
Add caption

Chaliye jante hain ki kaise hum image Ke background ko transparent banaye

Image ko transparent bana ne ke liye hum software ka bhi use kar kar sakte hain but agar aap bina software ke image ko transparent bana na chahte hai to aap online bhi Bana sakte hain kaise to aayiye jante hain.

Sabse pehle aapko Apne mobile ke chrome browser me http://www.online-image-editor.com is site Ko open karna hain. Is site par Aap kisi bhi images Ko upload kar ke online edit kar sakte hain.

Site Ko open karne Baad aapko his image ko transparent bana na hain usko upload Karna hain.
choose file par click kar ke aap jis image Ko transparent bana ba chahte hai us image ko select kare. Uske Baad
convert during upload [PNG] ke saamne tik ✓ kare
resize during upload ke saamne tik ✓ kare.

• last me  upload  par click kar ke image ko edit karne ke liye upload karle.
Kisi bhi image ko transparent banaye
Add caption

• next page par aapne Jo image upload Kiya tha woh dikhega.
Ab Hume us image ko transparent bana na hai . Image ko transparent bana ne ke liye wizard waale option par click kare.

trans-parency par click kare.
Uske baad aapko right side me select transparent area me fuzz factor me 30% select kare.

filltype me floodfill select kare

handling me back select kare
Uske Baad draw transparent line, transparent box, renovr transparency 3 options ko vaise hi rehne de.
Sab kuchh complete hone ke Baad aapko direct image par click karna hain .
Bas ab  aap dekh sakte hai aapne Jo image upload Kiya tha woh transparent ban Chuka hain.
Kisi bhi image ko transparent banaye
Add caption

Ab us image Ko save karne ke liye .
Right side me save button par click kare.
Uske Baad next page par  3 options hoge
1 save image local
2 facebook
3 Picasa
In 3 options me se aapko 1 option par click karna hai . 1 option par Aap jaise hi click karoge to aapki transparent image download ho jayegi
Kisi bhi image ko transparent banaye
Add caption

to dosto ab aspko pata chal Gaya hoga ki kisi bhi images Ko transparent bana na koi mushkil kaam nahi hain.

Muje ummid hain ki yeh post aapko pasand aayi hogi or is post se aap image Ko transparent bana na sikh chuke hoge.

Agar aapko image transparent bana ne me abbhi bhi mushkil ho Rahi hai to comments kare.

Saath saath is blog me join hone ke liye subscribe jaroor kare.
Hamare is article Ko apne friends ke saath social sites par share jaroor kare.






Monday, July 23, 2018

Kisi bhi android smartphone ki screen me touch arrow /show touch enable kaise kare?

Kisi bhi android smartphone ki screen me touch arrow/show touch enable kaise kare?

Hello dosto aaj ki post me main aapko bataunga ki kaise hum apne android phone me show touch enable kare . Show touch ka matlab aap samaj Gaye hoge. Aapne computer, leptop ki screen par dekha hoga jab hum computer me mouse ko swipe karte hain  to hume computer ki screen par ek arrow dikhayi deta hain bilkul vaise hi aap Apne android smartphone me bhi kar sakte hain.
How to enable show touch on android mobile
Add caption

jab aap apne mobile ki screen par kahi par bhi touch karte hain to ek arrow show hota hain. To hum yahi jaanenge aaj is post me agar aap apne android smartphone me show touch enable karna chahte hain to is post ko pura padhe.
Agar aap apne android smartphone ki screen ko record kar ke  youtube ke liye videos bana na Chahate hain to aapko touch arrow enable karna jaroori hain kyu ki agar aap show touch ko enable karenge to aapko apne mobile ki screen record kar ke aap aasani se videos me kuchh bhi sikha sakte hain ab jyaada time naa vest karte huve topic par aate hain chaliye jaante hain ki kaise hum apne mobile Ko screen par touch show kare.

Android smartphone me hide  "developer option" ko "unhide" kaise kare?
Sabse pehle to hume Apne Android smartphone me developer option ko unhide karna hain . Friends hum sab jaante hain ki sabhi android smartphone me "developer option" hota hain but woh fuature hide hota hain Hume usko unhide karna padta hain . Kyu ki agar aapko apne Android smartphone me show touch enable karna chahte hain to aapko apne Android mobile me " developer option" ko unhide karna bahut jaroori hain kyu ki show touch ka option "developer option " me hi hain. Is liye "developer option" ko unhide karna bahut jaroori hain . To aayiye Sabse pehle hum "developer option" ko unhide karne ke baare me jaan te hai.

Sabse pehle aapko apne mobile ke "settings" me Jaana hain.
Uske baad aapko "About phone " me jana hain.
How to enable show touch on android mobile

Uske baad aapko "MIUI version" par 7-8 baar click karna hain.
How to enable show touch on android mobile

 MIUI version par 7-8 baar click karne ke baad aapke phone me "developer option" unhide ho gaya hoga .

Developer options ko kaise find kare?

Sabse pehle aapko apne mobile ke"settings" par click kare.

"Additional settings" par click kare.
How to enable show touch on android mobile

"Additional settings" me scroll down kar ke aap usme "developer option" ko dekh sakte hain.

Ab aap yeh to jaan gaye ki "developer option" ko unhide kaise kare or find kaise kare ab main aapko apne mobile ki screen par show touch enable karne ki puri process bata raha hu. Chaliye jaante hain.

Android smartphone me screen show touch enable kaise kare?

Sabse pehle aapko Apne android smartphone ke " settings" me Jaana hai .
Uske baad apko "Additional settings" par click karna hain.
How to enable show touch on android mobile

 , "Additional settings" par click karne ke Baad aapko scroll down karke "developer option" par click karna hain.
How to enable show touch on android mobile

 " developer option " par click karne ke baad aapko usme bahut saare options hoge usme se aapko "show touchs"  naame ka option hoga usko "enable" par click kar ke enable karde bas ab aapka kaam pura ho gaya hain ab aap Apne Android smartphone ki screen ko touch kar ke dekh sakte arrow dikhayi de raha hoga .


Muje ummid hain ki yeh post aapko pasand aayi hogi agar aapko mobile , blogging, make money, ya fir Internet se related koi bhi jaankari ke liye subscribe jaroor kare saath saath is post ko apne friends ke saath social sites par share jaroor kare or koi bhi sawal ho to comments kare..


How to use widgets in a blogger blog? ~ Blogger ब्लॉग में widgets कैसे उपयोग करे?

How to use widgets in  a blogger blog?

Hello dosto aaj ki post me main aapko bataunga ki kaise hum apni blog par koi bhi widget add kar sakte hain new Blogger ke liye yeah post aaj main likh Raha hu AAP is post Ko padh kar apni blog par koi bhi widget Ko add kar sakte hain jaise ki  popular posts, labels,subscribe box, follow buttons, categories,facebook page, or bhi bahut saare widgets available hain blogger platform par hum jante hain ki blog ke liye widgets kitne important hain humare subscribers increase karne ke liye humari blog Ko promte karne ke liye   kuchh log new blog create karne baad confuse hojaye hain hain ki kya widget add Karu widget kaise add karu to aapne bhi blogger par new blog create karliya hain or aap bhi widgets add karne me cunfuse ho rahe hain to don't worry is post me main aaj isi topic par baat karne wala hu new bloggers ke liye yeh post helpful saabit hogi to aayiye jante hain.


Blogger platform par new blog bana ne ke Baad kya kya kare?

Sabse pehle aapko www.blogger.com site par visit karna hain uske baad aapko Apne Gmail I'd se log in Karna hain google account se log in kare. Blogger par.
Blogger completely open hone ke Baad aap blogger ke dashboard par pahuch jayenge uske Baad aapko blogger ke kuchh options milenge 9-10 jitne jaise ki posts,stats,... Us options me se aapko layouts waale option par click karna

hain uske Baad side ek structure open hoga aapki blog ke template ka aapko usme jaha jis jagah par widget add karna chahta hain waha par add a gadgets par click kare. Add a gadgets par click karne ke Baad next page par aapko 30 widgets ki list show hogi aap usme se koi bhi widget apni blog par add kar sakte hain main aapko example ke taur  par popular posts ka widget add kar ke Bata Raha hu
www.Blogger.com par visit kare

2 blogger ke dashboard me layouts par click kare.

3 add a gadgets par click kare.

Blog par widgets kaise add kare


4 popular posts 
Blog par widgets kaise add kare

5 ek pop-up window open hogi usme aapko title ,most viewed, sab kuchh set up kar ke last me save button par click karde bas.
Blog par widgets kaise add kare

Ab aapka kaam khatam hogaya hain agar aapko abhi bhi mujse koi swal karna chahte hain to comments kare
Yeh widgets add karna simple hain ab main thodi aur jaankari de deta hu html/javascript ki isme 30 widgets ki jo list hain usi me yeh option aata hain " html/JavaScript me aapko yahi batane waala hu ki hum yeh widget kaise use kare yeh naam se hi aapko pata chal gaya hoga ki ise kaise use kare fir bhi me aapko bata deta hu html/JavaScript me aap html code use kar ke koi bhi widget bana sakte hain or "html/JavaScript " me us widget ke code ko paste kar ke aap apni blog par widget add kar sakte hain aap "html/JavaScript " coding waale widgets bana kar apni blog me add kar sakte hain jaise ki author box, facebook page,social follow button ,subs subscribe box. Ke widgets apni blog par add kar sakte hain saath saath agar aapko adsens ke ads create kar ke us ads ke code ko "html/javascript" me paste kar ke apni blog par ads laga sakte hain .

Dear friends maine aapko blogger ke widgets ki puri jaankari di hain muje ummid hain ki yeh post aapko pasand aayi hogi agar aapko yeh post pasand aaye to is post ko apne friends ke saath social sites par share jaroor kare or saath saath new jankari ko apne mobile me prapt karne ke liye subscribe jaroor kare. Or koi bhi sawal ho to comments kare.

Keep visiting
Thanks for visiting

Sunday, July 22, 2018

Xaomi Redmi smartphone me 1 hi click me 1% battery Ko 100% full kaise kare? ( Pranks)

Xaomi Redmi smartphone 1 hi Click me 1% battery ko 100% full charge kaise kare?

Hello dosto aajki post aapko bahut pasand aayegi agar aap Apne friends ko bevakuf Bana na chahte hain to yeh post aapke liye bahut hi best hain yeh post sirf bevakuf Bana ne ke liye hain. Is post ki help se aap Apne friends Ko aasani se bevakuf Bana sakte hain is post me main ek aysi interesting trick batane jaa Raha hu jo aapko bahut pasand aayegi shayad yeh trick kuchh hi android smartphone me work kar rahi hogi but itna keh sakta hu ki agar aapke pass xaomi Redmi android smartphone hain to yeh trick aap use kar sakte hain or aap Apne friends Ko aasani se bevakuf Bana sakte hain kaise to aayiye jante hai  ki kaise.
1 second me android phone ki battery full kare
Add caption

Yeh trick xaomi Redmi smartphone me aap aasani se sirf 1 second me or 1 click me Apne xaomi Redmi smartphone me 1% battery Ko 109% full kar sakte hain ha but yeh real nahi hain sirf apne friends ko pranks karne ke liye hain aayiye jante hain

Xaomi Redmi android smartphone me only 1 click or 1 second me 1% battery Ko 100% full kaise kare.

• sabse pehle aapko Apne xaomi Redmi smartphone ke settings me jana hain . Uske baad aapko settings .me developer option ko find karna hain aap jante hoge ki sabhi Android smartphone me developere option hota hain but sabhi android smartphone me "developere option" hide hota hain Hume usko unhide karna padta hain or developer option ko find karna padta hain chaliye me aapko uski bhi puri process Bata deta hu taki aapko developer option unhide karne me koi pribpro naa ho

Xaomi Redmi android smartphone me "developer option" kaise unhide kare?

Main aapko xaomi Redmi android smartphone ke developer option ke baare me bata raha hu kuchh Android smartphone me alag hota hain isliye agar aapke pass xaomi Redmi android smartphone hain to is tips ko follow kare or sikhle ki xaomi Redmi android smartphone me developer option ko kaise unhide kare.

Sabse pehle aapko apne xaomi Redmi phone ke settings me janaa hain uske baad aapko about phone me jana hain
1 second me android phone ki battery full kare
Add caption

 uske baad aapko "about phone " me MIUI version par 7-8 baar Click karna hain.
1 second me android phone ki battery full kare

  uske baad aapke phone me "developer option" unhide ho gaya hoga.
 ab aap yeh jaan chuke hoge ki xaomi Redmi android smartphone me developer option unhide kaise kare. Ab main aapko yeh bataunga ki developer option ko unhide kar ke find kaise.

Sabse pehle mobile settings ko open kare.
Mobile settings me jaane ke baad aapko scroll down kar ke dekhe or additional settings par click kare.
1 second me android phone ki battery full kare
Add caption

" Additional settings" me aapko scroll down karne ke baad aapko developer option mil jayega.

Ab aap developer option ko unhide or find karna sikh chuke hain ab main jis topic par baat karne wala tha woh topic start karne wala hu to chaliye jaante hain
Puri process ...
Sabse pehle aapko Apne xaomi Redmi android smartphone ke settings me jana hain uske baad aapko developer option ko unhide karna hain uske liye maine upar bataya hain uski help se aap developer option ko unhide karle. Mobile settings me jaane ke Baad additional settings par click kare.
1 second me android phone ki battery full kare
Add caption

uske Baad developer option find kare maine iski bhi jaankari isi post me upar de di gayi usi ki help se aap developer option ko find kare.
Developer option ko find karne ke baad developer option par click kare
1 second me android phone ki battery full kare
Add caption

usme aapko bahut saare options milenge un options me se aapko demo mode naame ka option ko find karna hain find karne ke baad demo mode ko enable karde.
1 second me android phone ki battery full kare
Add caption

 Bas jaise hi aap demo mode ko enable karenge to aapke mobile ki battery 100% full hogayi hogi.
Or agar aap firse demo mode ko disable karoge to aapke mobile me jitni battery thi wohi firse rahegi .

Muje ummid hain ki yeh post aapko bahut pasand aayi hogi aysi hi intresting jaankari pane ke liye subscribe jaroor kare. Or saath saath is post ko apne friends ke saath social sites par share jaroor kare or internet se releated koi bhi sawal ho ya fir problem ho to comments kare.

Wednesday, July 18, 2018

Blogspot par new blog bana ne ke baad kya kya kare? Puri jaankari hindi me


Blogspot par new blog create karne ke Baad kya kya kare? Puri jankari

Hello friends aaj is post me main aapko bataunga ki Blogger par free wapsite bana ne ke baad kya kya kare agar aapko mahi pata ki blog/wapsite kaise banaye to aap meri is post ko padhe maine is post me sab kuchh clearly bata chuka hu ki blog kaise banaye or agar aapko nahi pata ki blog bana ne ke baad kya kya kare to main jo yeh post likh raha hu woh isi topic par hain agar aap blog bana ne me safal rahe hain to yeh post aapke liye bahut hi best hain.
Learn....•How to create your own wapsite? Free wapsite Bana na sikhe ओनलाइन पैसा कमाने के लिए ›

To chaliye jaate hain

Sabse pehle to aapko apni blog ko design karna hain koi achhi ek template download kare usko apni blog par upload kare fir usko design kare. Kuchh  kaam ke widget add kare jaise ki social button facebook page subscribe box, categories, saath saath about us, contact us , privacy policy, jaise pages create kare. Iski help se aapki blog ko google. Thoda Jaan payega  or bhi saath saath itna dhyan rakhe ki Bina kaam ke koi bhi widget add naa kare is se aapki blog ki speed slow ho Sakti hain.

 submit your site to all search engines.
Apni blog Ko sabhi search engines me submit kare jaise ki google,bing,yahoo,yandex... Or bhi bahut saare search engines hain un sab me apni blog Ko submit kare. Aisa karne par aapki blog google,bing,yahoo, yandex, sabhi search engines me show hogi or aapke blog ki traffic increase jab hum khud ki blog Bana te hain to Hume usme traffic bahut hi jaroori hoti hain Bina traffic ke aapki blog Ko aap aage nahi nikal payenge or naa hi aap apni blog se earnings kar payenge.

 blog par posts likhna start kare.
Sab kuchh complete hone ke baad apni blog par posts likhna start kare. Apni blog par aysi jaankari share karo . Jo log google par jyada search karte ho or bilkul new jaankari share kare. Dusri blog ki post ko copy kar ke apni blog par paste naa kare agar aap aysa karenge to aap apni blog Ko success karne me asafal rahenge aapki blog ki traffic bhi increase nahi hogi or google adsense bhi approve nahi hoga or aapki blog google search engine me bhi nahi aayegi apni blog par post aysi likhe jo google par ho hi naa or logo ko jyada pasand ho. Jab aap blog par posts likhe to uska title aysa rakhe jo log padhte hi sab kuchh samaj aajaye ki is post me kyaa or kiski JANKARI hain . Post likhte time post ke title me or post me keywords ka istemal jaroor kare. Is se aapki blog or aapki post google par jaldi show hogi or aapke blog ki traffic boost hogi.
20-30 posts apni blog par likhe or jab aapki blog par daily 1000-2000 visitors hogaye ho tab aap apni blog Ke liye google adsense kaknew accout create kare or apni blog Ko google Adsens ke saath  connect
Jab aapka google adsense approve hojaye tab aap google adsense par ads Ko create kar ke apni blog par or blog ki post par adsens ke ads ko laga kar online paise kama sakte. Muje ummid hain ki yeh post aapko pasand aayi hogi. Humare blog par aysi jankari share ki jaa Rahi hain or agar aapko support Mila to me yeh blog ko aage nikal ne me success rahunga agar aapka koi sawal hain to niche comments kar ke humse puchh sakte hain . Agar is blog ke saath join hona Chahate hain to subscribe box me apna email address enter kar ke submit kare or subscribe jaroor kare aysa karne par humari blog ki new post ko aap kabhi bhi mis naa kar sake. Is post ko social sites par Apne friends ke saath share Jaroor kare.

Keep visiting
Thanks for visiting


How to create your own wapsite? Free wapsite Bana na sikhe ओनलाइन पैसा कमाने के लिए

How  create your own wapsite?
Free wapsite Bana na sikhe

ऑनलाइन पैसे कमाने के लिए

Hello friends sureread.com site par aapka swagat hai is blog par aapko Internet se releated jaankari hindi me milegi yeh meri is blog par pehli post hai is or is post me main aapko sikhane chahta hu ki ghar baithe ऑनलाइन पैसे कमाने के लिए khud ki free wapsite kaise banaye?
How to create your own wapsite?
Add caption

Agar aap chahe to aap bhi ghar baithe online paise kama sakte hain yeh 100% true hain is blog me jo bhi jaankari di jayegi koi bhi fake nahi hain or jo post me aaj likhne wala hu woh bhi 100% real hain yeh 100%  sach hain ki aap ghar baithe online paise kama sakte hain khud ki free me wapsite Bana kar . Aap khud ka blog Bana kar aap 50,000 se lekar 100,000 tak per month me ka sakte hain agar aapka work achha Raha to aap 100,000 inr se bhi jyada kama sakte hain per month main aise bahut se bloggers hain jinho ne jo success ho chuke hain jaise ki www.supportmeindia.com ke founder jume Deen khan or www.shoutmehindi.com ke founder harsh agrawal aap ek baar unki blog jaroor try kare fir aapko sub kuchh pata chal jayega agar meri baat kare to main wapsite bana sikha hu www.supportmeindia.com se.
Blogging sikhne ke mamle me yeh 2 blogs bahut hi best hain.

Ab aage badhte hain free wapsite bana ne ke baare me sikhne se pehle hum yeh jan lete hain ki wapsite se hum paise kaise kama sakte hain.

Aapne dekha hoga ki koi bhi wapsite/blog par kuchh ads hote hain jab koi visitors wapsite par visit karta hain or jab woh visitor us wapsite/blog ke ads par click karta hain to woh ads ki company use ads click ke kuchh commission deti hain jaise ki adsens, bidvertise, chitika, aisi bahut si advertising company hain jo hum us advertising company ke ads humari wapsite/blog par ads laga kar apni wapsite/blog se per month me 100,000 rupees kama sakte hain iski koi limit nahi hain jaise jaise aap success hote huve nazar aayenge use jyada aapko results milege 1 month me hum kitna paisa kama sakte hain woh aapke work par depend karta hain. Ab aap jaan chuke hoge ki free wapsite bana kar hum kaise paise kama sakte hain or per month me hum kitna paisa kama sakte hain.

Ab baat karte hain ki free me khud ki wapsite kaise banaye to woh bhi main aapko bata deta hu.

How to create your own wapsite? Free wapsite bana na sikhe ऑनलाइन पैसे कमाने के लिए.


Pehle to aap ek achha topic choose kare ki aap kis topic par apni wapsite Bana na chahte hain or us wapsite me aap kya share karne waale hain uski ke hisaab se aap ek achha domain name choose kare I mean apni site ka naame choose karle. Uske baad
aapko www.blogger.com par visit karna hain  Blogger par visit karne ke baad usme aapko apne google account ( gmail I'd) se log in kare.

Log in karne ke baad next page par aapko apni blog ke liye profile select karni hain I mean aap kon si profile select karni hain
Blogger profile
Google+ profile
Dono me se kisi ek profile ko select karle.
Next page par aapka Blogger platform open hojayega. Uske baad new blog ke button par click kare. Khud ki blog Bana ne ke liye new blog par click karne ke baad ek pop-up window open hogi usme
1) Title : apne blog ka title enter kare.
2) Address: apne blog ka URL add kare I mean aap apni blog ka naame kya rakhna Chahate hain usko enter kare yaad rakhe apni blog ke naame ke pichhe .blogspot.com jaroor rakhe yeh ek free domain hain jo Blogger ne provide kiya hain. Usko aap baad me change kar sakte hain.
3) Thame: apne blog ko look dene ke liye koi bhi ek thame choose kare.
4) create blog : last me " create blog" ke button par click karde

Congratulations ......
Aap apni khud ki blog bana ne me safal rahe ab aap chahe to apni blog par post likh kar kisi bhi chiz ki jankari share kar ke ya fir apne talent ,skills, aur ideas ko share kar ke ghar baithe online paise kama sakte hain
I hope ki yeh post aapko pasand aayi hogi please subscribe now aur is





SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me