Wednesday, July 18, 2018

Blogspot par new blog bana ne ke baad kya kya kare? Puri jaankari hindi me


Blogspot par new blog create karne ke Baad kya kya kare? Puri jankari

Hello friends aaj is post me main aapko bataunga ki Blogger par free wapsite bana ne ke baad kya kya kare agar aapko mahi pata ki blog/wapsite kaise banaye to aap meri is post ko padhe maine is post me sab kuchh clearly bata chuka hu ki blog kaise banaye or agar aapko nahi pata ki blog bana ne ke baad kya kya kare to main jo yeh post likh raha hu woh isi topic par hain agar aap blog bana ne me safal rahe hain to yeh post aapke liye bahut hi best hain.
Learn....•How to create your own wapsite? Free wapsite Bana na sikhe ओनलाइन पैसा कमाने के लिए ›

To chaliye jaate hain

Sabse pehle to aapko apni blog ko design karna hain koi achhi ek template download kare usko apni blog par upload kare fir usko design kare. Kuchh  kaam ke widget add kare jaise ki social button facebook page subscribe box, categories, saath saath about us, contact us , privacy policy, jaise pages create kare. Iski help se aapki blog ko google. Thoda Jaan payega  or bhi saath saath itna dhyan rakhe ki Bina kaam ke koi bhi widget add naa kare is se aapki blog ki speed slow ho Sakti hain.

 submit your site to all search engines.
Apni blog Ko sabhi search engines me submit kare jaise ki google,bing,yahoo,yandex... Or bhi bahut saare search engines hain un sab me apni blog Ko submit kare. Aisa karne par aapki blog google,bing,yahoo, yandex, sabhi search engines me show hogi or aapke blog ki traffic increase jab hum khud ki blog Bana te hain to Hume usme traffic bahut hi jaroori hoti hain Bina traffic ke aapki blog Ko aap aage nahi nikal payenge or naa hi aap apni blog se earnings kar payenge.

 blog par posts likhna start kare.
Sab kuchh complete hone ke baad apni blog par posts likhna start kare. Apni blog par aysi jaankari share karo . Jo log google par jyada search karte ho or bilkul new jaankari share kare. Dusri blog ki post ko copy kar ke apni blog par paste naa kare agar aap aysa karenge to aap apni blog Ko success karne me asafal rahenge aapki blog ki traffic bhi increase nahi hogi or google adsense bhi approve nahi hoga or aapki blog google search engine me bhi nahi aayegi apni blog par post aysi likhe jo google par ho hi naa or logo ko jyada pasand ho. Jab aap blog par posts likhe to uska title aysa rakhe jo log padhte hi sab kuchh samaj aajaye ki is post me kyaa or kiski JANKARI hain . Post likhte time post ke title me or post me keywords ka istemal jaroor kare. Is se aapki blog or aapki post google par jaldi show hogi or aapke blog ki traffic boost hogi.
20-30 posts apni blog par likhe or jab aapki blog par daily 1000-2000 visitors hogaye ho tab aap apni blog Ke liye google adsense kaknew accout create kare or apni blog Ko google Adsens ke saath  connect
Jab aapka google adsense approve hojaye tab aap google adsense par ads Ko create kar ke apni blog par or blog ki post par adsens ke ads ko laga kar online paise kama sakte. Muje ummid hain ki yeh post aapko pasand aayi hogi. Humare blog par aysi jankari share ki jaa Rahi hain or agar aapko support Mila to me yeh blog ko aage nikal ne me success rahunga agar aapka koi sawal hain to niche comments kar ke humse puchh sakte hain . Agar is blog ke saath join hona Chahate hain to subscribe box me apna email address enter kar ke submit kare or subscribe jaroor kare aysa karne par humari blog ki new post ko aap kabhi bhi mis naa kar sake. Is post ko social sites par Apne friends ke saath share Jaroor kare.

Keep visiting
Thanks for visiting


0 Comments:

SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me