Tuesday, September 4, 2018

Blog me social sites share button and follow buttons kaise add kare?


Dosto aaj is article Main hum Jange ki addthis Ko use karke hum apne blog Main social share & follow buttons kaise lagaye free Main
Blog me social sites share button and follow buttons kaise add kare?
Add caption



Addthis kya Hain?

Addthis ek free service Hain sabhi bloggers ke liye is service Main hum apne Blog ke liye social share & follow buttons create karke apni blog main add kar sakte hain is me aapko sirf step by step kaam karna Hain or aapka social share & follow button aasani se create kar sakte hain or apni blog main add kar sakte hain aapko internet par bahut si wapsite mil jayegi Lekin in sites Main se yeh site bahut hi popular Hain jyada tar Blogger is sites ko use karte Hain kyu Ki yeh responsive hain or aasani se add bhi kar sakte hain

Social share button kyu lagaye Blog par?


Agar aap Apne blog Mai social sites ke share buttons add karenge to aapke visitors aapki blog Ko share kar payenge or aapki blog ki traffic bhi boost hogi agar aap Apne blog main social sites ke follow buttons add karoge to aapke visitors aapke sath bhi Jude reh sakte hain blog ki traffic increase Karne ke liye or apni blog Ko promote karne liye yeh ek best idea Hain.


To ab AAP samaj gaye hoge ki Apne blog Main social sites ke share buttons or following buttons Lagana kyu zaroori Hain

To ab aage badhte Hain main

Apni blog main social sites ke share buttons or following buttons kaise add kare free main

1# 
Sabse pehle aap is link par click kare http://www.addthis.com. Ab aapko isme account Bana na Hain


2#.  Is me account banane ke liye aapko continue with email par click karne ke baad
email.  Apna email address enter kare
password.  Strong password enter kare
retype password. Retype password enter kare
select countries.  Apni country Ko select kare
agree ✓ tik.  Agree ke aage tik ✓ kare
click sign up.  Last main sign up par click kare


Ab aapka account successfully ban Chuka Hain ab aapko 6 options dikhai denge usme aapko widget create karna Hain Hume social sites ke share buttons create karne Hain uske liye share buttons par click kare
.
Ab aapko usko customize karna Hain jaise ki color change background colour change aapko apni site Main konsi side par social sites ke buttons Ko show karna hai woh sab aap yaha customize kar sakte hain customize karne ke Baad continue par click kare

continueue par click karte hi ek code  show hoga us code Ko copy  karle ab us code ko Hume Apne Blogger main add karna hain


Ab aapka social sites ke share buttons create hogaye Hain ab usko humari blog main add karna hain add kar ne liye sabse pehle

Aap Blogger.com Ko open kare ab usme aapko log in kare Apne email address se log in karne ke Baad Blogger ke dashboard main thames par click kare thames par click karne ke Baad template ke Html edit par click kare
Ab Ctrl+f key dabaye Apne leptop ya computer main Ctrl+ f dabayenge ab ek search box open hoga usme aapko

"
"yeh us search box main search karna Hain MATLAB aapko   tag  Ko find karna hai jo code humne addthis site Main se copy Kiya Hain usko paste karne ke liye
Ko find karne ke Baad jo code aapne woh widget banate waqt copy Kiya tha us code Ko    ke thik upper paste karde


 ab save template par click karke template Ko save karde ab aap dekh sakte hain apni blog koopen kar ke Bas isi tarike Ko apna kar aap social sites ke following button bhi Apne blog main add kar sakte hain


Friends agar aapko meri yeh post achhi lagi ho toh share jaroor kare or subscribe bhi jaroorat kare

Agar social sites ke share buttons Ko lagane main koi problem Hoti hain to aap comments kar sakte hain


0 Comments:

SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me