Tuesday, September 4, 2018

How to add WhatsApp Share button in Blogger blog? In hindi

Blog main WhatsApp share button kaise lagaye



Hello friend kai visitors ke sawal yeh hai ki blog Main WhatsApp share button kaise lagaye hai aaj is post Main apke yahi sawal ka jawab dene wala hu to AAP meri is Post ko dhyan se read kare ta ki WhatsApp share button lagane Main apko koi pareshani na ho.  Har ek new Blogger chahta hai ki uske blog jyada se jyada traffic aaye log jyada se jyada blog par visit kare Lekin jab tak apki blog apke facebook, Twitter Instagram Pinterest WhatsApp friends ko pata nahi chalega tab tak blog Main 25% Blog ki traffic low hojati hai traffic increase Karne ke liye hum kya kya nahi karte social sites par share karte hain Google main submit karte hain Bing Main submit karte hain subscribe box add karte hain social sites ke following button add karte hain humari blog ko social sites par jaise ki Facebook, Twitter, WhatsApp jaise social sites hum apni blog ko share karte hain.
How to add WhatsAppShare button to a blog
Add caption

Facebook, Twitter, Instagram, Pinterest, jaise social sites ke share buttons sabhi templates Main pehle se hi hote hain isko hume Laga ne ki jaroorat Nahi Hoti Hain
Bohot si template Main WhatsApp share button Nahi hota hai isliye aaj Main aapko bhi sikha Raha hu ki WhatsApp share button Apni blog Main add kaise kare.
To chaliye jante hai ki kaise hum Apni blog Main WhatsApp share button lagaye

Step 1. Sabse pehle yaha is link par Click kare.
Ab aapko use account bana na hai aap usme Facebook,google account se bhi log in kar sakte hain.
How to add WhatsAppShare button to a blog
Add caption


Step 2. Yaha aap aap apne email address enter kare sign up for free par click kare
Click karne ke baad apne username choose kare password enter kare fir aap apne blog ka URL enter kare


How to add WhatsAppShare button to a blog
Add caption


Step 3.  fir  ab apko html code ko copy karna hai aap us HTML code  ko copy karle.
How to add WhatsAppShare button to a blog
Add caption


Step 3. ab us code Ko hume Apni Blog ke template html code main paste karna hai.
Sabse pehle blogger.com par jaye or blogger ke dashboard main Thames par click kare thames par click karne ke Baad html edit par click kare firse bata deta hu aapko blogger ke dashboard>>Thames>>Html edit

Html edit par click karne ke baad ab apko html code Main se </body> tag ko search karna hai Html ke code Main jaa kar apne computer k keyboard par Ctrl+f  button daba kar search box Main AAP </body> tag search kare ab uske thik upar </body> tag Ke thik upar apne jo code copy kiya tha us code paste karde bas ab aap fir se usi site ko open kare ab aapko us site main

Step 4..create widgets par click kare ab aapko in 7 widgets Main se share wale widget par click kare.
How to add WhatsAppShare button to a blog
Add caption


Share par click  karne ke baad Is widget main aapko jiska bhi share button lagana chahte hai laga sakte hain
How to add WhatsAppShare button to a blog
Add caption



Step 5Whatsapp wale icon par click kare click karne ke baad inche ok par click kare
Ab aapko last main us widget ko activate karna hai last main activation par click kare


congratulations ab aap WhatsApp share button aapko blog main add hogaya hai ab aap apne blog ko open kar ke dekh sakte hai

--------------------------final words-----------------------
Agar aapko yeh post achhi lage to social sites par share karo or kare sath sath subscribe karke humari help kare 


Or agar aapko WhatsApp share button lagane main koi problem aaye to aap comments kar sakte hai

0 Comments:

SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me