Tuesday, September 4, 2018

How to add search box widget in blogger blog? In hindi

Friends aaj ki Post ek widget Ko Apne blog main add karne ke liye hain is us widget ka name Google search box hain Google search box add kaise kare
Uske fayde.

How to add search box in blogger blog
Add caption


Google search box add karne se kya  fayda 

Jab humare visitors  humari blog par visit karte Hain tab humari saari posts Ko padhne main visitors Ko problem Hoti Hain agar aap Google search box apne blog main add karoge to apke visitors ko koi problem nahi hogi apki saari post padhne Main
Google search box add karne se hamare visitors aasani se unki manpasand post Khoj kar google search box Main search karke aasani se read kar sakte hain


Google search box add karne se apki income bhi hoti Hain jab koi visitors apke Google search box main search karta Hain tab search Main hamare ads bhi show hote Hain jab koi visitors hamare us ads par click karta hai toh hamari incomes Hoti Hain
 Friends ab aap jan gaye hoge ki Google search box add karne se  kitna fayda Hain ab main start kar Raha hu ab main apko Google search box add karna sikha Raha hu aap is article ko Dhyan se padhe

*. Sabse pehle aap is link par click kare
.https://cse.google.com
Uske Baad usmain apke Google account se log in kare log in karne ke Baad aapko Google search box ko create karke ek code
How to add search box in blogger blog

 generate karna hai uske liye Add par click kare bilkul screenshot Main bataya Hain isi tarha

Add par click karne ke Baad new page open hoga usmai aapko Apni blog ka url add karna hai aap apni blog url enter kare agar apke pass dusri blog Hain to aap dusri blog ka url add kar sakte hain
How to add search box in blogger blog
Add caption


Url add kyu kare?

Jab aap Apni Blog ka URL add karoge to jo google search box Main hai usme Apki Blog ke content /articles show hoge isliye aap Apni Blog blog ke liye hi Google search box Bana Raje hai hai to main kahunga aap apne blog ka hi URL add kare/enter kare.
Agar aap dusri blog ka url add karte hain to Google search box Main dusari blog ke content/ article show hoge.


Ab AAP samaj gaye hoge ki isme URL add kyu karna padta hai ab topic par aate Hain

Sites to search
Language
Name of the search engine
Create

Sites to search

Is main aapko Apni blog ka url add karna hai jis se Google search box Main apki blog ke articles search ho

Language.

Aap language select kare Main mare hisab se aap English hi rehne de agar aap ke articles Hindi words Main Hain to aap Hindi language select kare

Name of the search engine

Isme aapko Apne widget ka name/title likhna hai aap koi bhi title likh sakte hain

Create
Saari details bhar kar last wale option create par click karde.
Create par click karte hi ek new page open hoga usme aapko
Control panel par click kare bilkul screenshot Main bataya Hain isi tarha
How to add search box in blogger blog
Add caption


 Ab ek new page khulega usme aapko google search box Ko customize karna hai is Main apko  Google search box ka color change kar sakte hain font change kar sakte hain customize karne ke liye look and feel 
par click kare.
How to add search box in blogger blog
Add caption

Agar aap chahe to Google search box widget ko customize kar sakte hai agar aapko customize nahi karna chahte to aap last wale option save &get code  par click kare.

click karne ke baad ek code show hoga aapko us code Ko copy karna Hain us code ko copy karle
How to add search box in blogger blog
Add caption
Ab aapko upar screen shot Main bataya hai usi tarha code hoga us code ko copy karle
Ab aap ka Google search box widget create hogaya hai ab aapko usko apni blog Main Lagana hai


Is ki bhi process Main bataunga
 Google search box add karne ki process

Process.
Sabse pehle aap Ane Chrome browser Main blogger.com open kare uske Baad aapko blogger ke dashboard Main jaana hai
How to add search box in blogger blog
Add caption


Dashboard main layout par click kare  ab us main 28 widgets hoge apko html/JavaScript par click karna hai Html/JavaScript par click kare
How to add search box in blogger blog
Add caption


Click karne ke baad add a gadget par click kare.
Ab aapko us empty box main code paste karna hai
How to add search box in blogger blog
Add caption


Title 
 Main search this blog ya fir koi bhi title rakh sakte hain uske baad jo google search box widget create karte time apne jo code copy kiya tha us code ko is empty box main paste karde last main save par click karde ab aap dekh sakte hain Apni blog Main Google search box add hogaya hai.


Final words

1...Agar aapko google search box create karne Main ya fir usko add karne Main koi bhi problem ho toh aap comments kar sakte
2...Agar aapko yeah article pasand aaye to apne social sites par share  jaroorat kare sath sath subscribe bhi kare 










0 Comments:

SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me