Saturday, September 22, 2018

Smartphone ke sabhi apps me different lock kaise lagaye?~ super app lock for android users~all types lock available

Smartphone ke sabhi apps me different lock kaise lagaye?



Hello dosto aaj is post Me main aapko ek

aysa android app ke bare me bataunga jis ki help se aap Apne phone ke sabhi apps me different lock Laga sakte hai. Is Android app me pin,pattern, ke alava bhi bahut saare lock hai jo aap Apne phone ke sabhi apps me enable kar sakte hai.
super app lock for android users~all types lock available
Add caption

Us android app ka naame ultra lock hai.
Ultra lock app kya hai?
Ultra lock ki help se aap Apne phone ke saare apps Ko safe rakh sakte hai aur Apne phone ke saare apps me different lock Laga sakte hai . Sirf apps hi nahi aap ultra lock ko vault ki tarha bhi use kar sakte hai. I mean agar aap Apne photos, videos ko bhi hide kar sakte .aur chhupa sakte hai . Ultra lock  me bahut saare lock available hai. Jaise ki pin,pattern, alava 16  aur  bhi bahut hi jyada lock hai aur in locks ko aap Apne phone ke app Ko safe rakhne ke liye enable kar sakte hai.


Is app me 18+ locks available hai.

Ab chaliye jaante hai ki is app me kis types ke lock available hai.

Lock types list.



PIN
• PATTERN
• HOURS AND MINUTES PIN
• DATE AND MONTH PIN
• MINUTS AND DATE PIN
• DATE AND MINUTES PIN
• MINUTS AND MONTH
• MINTH AND MINUTES PIN
• HOURS AND DATE PIN
• DATE AND HOURS PIN
• MONTH AND HOURS PIN
• HOURS AND MONTH PIN
• DATE AND DATE PIN
• BATTERY AND BATTERY PIN
• BATTERY AND MINUTE PIN
• MINUT AND BATTERY PIN
• BATTERY AND HOURS PIN
• HOURS AND BATTERY PIN
Maine aapko upar jo locks ki list batayi hai woh sabhi locks aap Apne phone ke apps Ko safe rakhne ke liye use kar sakte hai. Aur Apne photos videos Ko aap ultra lock me transfer kar ke hide kar sakte hai .


Ultra lock Ko download kaise kare?

Play store open kare . Aur "ultra lock " likh kar search kare.

Ultra lock par click kare. Uske baad install par click kare . Bas ab aapka app download hona start ho jayega.

Aap ultra lock app Ko yaha se bhi download kar sakte hai.
Ultra lock download karne ke liye yaha click kare

ULTRA LOCK DOWNLOAD

Ultra lock Ko use kaise kare.?
Ultra lock Ko use karna bahut hi aasan hai.
Sabse pehle aapko Apne phone me ultra lock download kar ke open kare.
Uske baad aapko ultra lock me ek pin enter karna hoga. I mean koi bhi password aap enter kare.


Ab aapka ultra lock complete open hojayega. Complete open hone ke baad aapke phone ke saare apps ki list show hogi.
Aap Apne phone ke kis app me lock Laga na Chahate hai? Us app ke saamne lock icon par click karde. Jaise hi aap lock lcon par click karoge to aapka lock us app me enable ho jayega.
super app lock for android users~all types lock available
Add caption

 Bas ab aap Apne app Ko open kar ke dekh sakte hai lock enable ho Chuka hai.

Agar aapko lock change karna hai ?

Ultra lock ko open kare.
Uske baad aapko upar side me ••• 3 dots par click kare.

super app lock for android users~all types lock available
Add caption

Uske baad aapko settings par click karna hai.
super app lock for android users~all types lock available
Add caption
Uske baad aapko lock type ke option par click karna hai . Jaise hi aap lock type par click karenge to lock ke types ki ek list show hogi aap jo bhi lock rakhna chahte hai usko select karle.
super app lock for android users~all types lock available
Add caption


Uske baad aap Apne app Ko open kar ke dekh sakte hai aapka password change ho Gaya hoga.

Dosto ummid karta hu  ki yeh post aapko bahut pasand aayi hogi muje yakeen hai ki yeh post aapke liye helpful Rahi hogi.

Agar aapko yeh post pasand aaye to social sites par Apne friends ke saath share Jaroor kare. Aur koi bhi sawal ho to comments kar ke hum se puchh sakte hai.

Agar aap humari new post aapke email par pana chahte hai to subscribe jaroor karle.

Thanks for visiting

Keep visiting.



0 Comments:

SUBSCRIBE YOUTUBE CHANNEL

Popular Posts

Follow me