How to track cell phone?
एंड्रॉयड फोन को कैसे ढुंढे ?
Hello dosto aajki post android phone Ko track kaise kare is topic par hai.
Agar aapko yeh Jaan na chahte hain ki andeand phone Ko track kaise kare ? To yeh post aapke liye useful rahegi.
Android phone ko safe rakhna ke liye hume android phone ne bahut achhe fuature provide kiya hai.
Us fuature kaa naame google account (Gmail id) hai. Yes agar aapne abhi tak apne android phone me google account nahi banaya hai to jald se jald bana le. Iske benefits ke baare me main aane waali post me bataunga aaj is post me main sirf android phone Ko track karne ke baare me hi bataunga.
Dosto agar aapka phone kahi par gir Gaya ho ya fir kahi kho gaya ho to aap usko Apne google account se track kar sakte hai . Apne google account se Apne phone ki location ka pata Laga sakte hai.
Kaise to aayiye jaante hai.
Agar aapko Apne phone Ko track karna hai to aapke phone me google account open hona chahiye aur us google account ka email address or password aapko pata hona chahiye.
• aapke khoye huve phone me google account ke saath saath internet connection (mobile data) ya fir gps on hona chahiye. Tab hi aap Apne khoye huve phone Ko track kar sakte hai.
Bina google account ke aap Apne phone Ko track nahi kar sakte hai aur bina bina internet connection mobile data aur gps on liye aap Apne phone Ko track nahi kar sakte hai.
Agar aapke khoye huve phone me yeh 2 fuature enable hai to aap Apne phone Ko track kar sakte hai.
Chaliye jaante hai ki kaise Apne phone Ko track kare google account ki help se.
Sabse pehle aapko apne friend ke mobile me browser open karna hai. Aur browser me "find my phone" google par search kar ke open kare.
Ab aapko apna email address or password enter karna hai jo aapke khoye huve phone me google account tha us google account ka email address or password enter kare.
Ab next page par aap Apne phone Ko track kar sakte hai. Next page par aapko apna phone show hoga aur aapke phone ka naame show hoga.
Aur saath me kuchh options bhi show hoge un options me se aapko locate par click kare. Jaise hi aap locate par click karenge to next page par ek google map open hoga aur saath saath us google map me aapke khoye huve phone ki location show hogi is map me aap dekh sakte hai ki aapka phone kaha par hai.
Google account ne apne phone ko track karne ke liye aur bhi fuatures provide kiye hain main aapko saath saath uski bhi jaankari de deta hu.
Lock your phone.
Jab aap is option ko try karte hai to aap Apne khoye huve phone me lock laga sakte hai.
• try calling your phone
Isme option me aap Apne phone Ko call karne ke liye try kar sakte hai
• sign out on your phone.
Agar aap Apne khoye huve phone me se apna google account Ko remove karna chahte hai to kar sakte hai.
• consider erasing your device
Agar aap Apne khoye huve phone ke saare deta jaise ki audio,video,photos, ko erase karna chahte hai to bhi kar sakte hai.
• ringing
Agar aap Apne khoye huve phone ko track karne me success ho jate hai aur aapko pata nahi hai ki humara phone kis ke pass hai ? To yeh jaan ne ke liye google account ne"Ringing" fuature provide kiya hai jaise hi aap "Ringing" option par click karoge tow automatically aapke khoye huve phone me ring play ho jayegi aur us se aapko pata chalega ki aapka phone kis ke pass hai.
To dosto ayse aap. Bhi Apne phone Ko track kar sakte hai.
Muje ummid haiwki yeh post aapko bahut pasand aayi hogi agar aapko yeh post pasand hai to Apne friends ke saath social sites par share jaroor kare.
Aur koi bhi sawal ho to comments kare.
Saath saath subscribe jaroor kare.

![]() |
Add caption |

0 Comments:
Post a Comment